Yamaani ko Ulema kyun qubool nahi kar rahe hai?


Yeh mubarak da‘wat har shakhs ke liye da‘wat aur imtihaan hai, jismein Ulama (ulema / clerics) bhi shamil hain.

Jo shakhs Yamaani ko qabool karta hai, woh Imam AlMahdi a.s. ko qabool karta hai.
 

Aur jo shakhs Yamaani ko radd karta hai, woh Imam AlMahdi a.s ko bhi radd karta hai, chahe woh zabaan se un par imaan ka da‘wa hi kyun na kare.

Is ke bawajood, kuch Mujtahideen aur Hawza ke tulaba bhi maujood hain jo Sayed Ahmed Al-Hasan Al-Yamani ke pairokaar hain.