12 Imam nahi 12 Mahdi kaha
وعن أبي بصير قال: قلت للصادق جعفر بن محمد (ع): يا ابن رسول إني سمعت من أبيك (ع) انه قال: يكون بعد القائم اثنا عشر إماماً. فقال إنما قال: اثنا عشر مهديا ًولم يقل اثنا عشر إماما ً ولكنهم قوم من شيعتنا يدعون الناس إلى موالاتنا ومعرفة حقنا
كمال الدين 2/358.
Abu Baseer ne Imam Jaafer AsSadeq a.s se riwaayath ki hai ke maine poocha
Yabna RasoolAllah, main ek baar apke walid se suna ke Qaem atf ke baad 12 Imam honge. Imam Jaafer AsSadiq a.s. ne fermaya: Unhone (yaani Imam Muhammed AlBaqir a.s ne) 12 Mehdi kaha naa k 12 Imam jo hamare shia mein se honge aur logon ko hamare haq ki teraf dawat denge aur hamaara saath dene ki talqeen karenge.
📗 Arabi Kitaab: Kamal Al Din, Baab 3, Safa 358
Bismillah Ar Rahmaan Nir Raheem,
Allah humma swalle alaa Muhammediun wa aale Muhammed al aayemma wal mahdiyeen wa sallam tasleemann kaseerann kaseera
Iss hadees mea siwaaye raavi k lafz ko sahi karne k alaawa aur koi daleel nahi hai, Beshak ye hadees Imam ne haq farmaayi hai aur lafz bhi sahi hai, lekin Raavi ne jo lafz istemaal kiya hai k Qaim k baad 12 Imam Honge usse imam ne batlaaya k Imam Musa e Kazim alaihis salaam ne jo lafz istemaal kiya hai unhone 12 Mehdi kaha tha.
Misaal k taur per :
Agar koi shaks kahey k Maine falaana aalim se sunah hai k Azaan mea Ash hado anna Muhammedan Nabiullah kehna hai
To jawaab diya gaya k: Falaana aalim ne Nabiullah nahi kaha balke RasoolAllah kaha. Aur wo Allah k abd hai.
Lehaaza yahaan Lafz ko sahi kiya gaya k Azaan mea RasoolAllah kaha gaya lekin isse ye baat bilkul nahi maani jaayegi k Nabi ka itlaakh hee nahi hota. Nahi… aesa sonchna bilkul aur behadd ghalat hai k Muhammed s.a.w.a Allah k Nabi nahi hai kyun k falaana shaks ne kaha Azaan mea RasoolAllah kaha gaya Nabiulllah nahi kaha gaya
Aur issper daleel bataayi jaayegi unn hadeesoun se jahan Allah k Rasool ko Nabi bhi kaha gaya.
Lehaaza hum ye talaash karenge k
1 - kya kisi bhi Imam ne Qaim ki nasl se 12 Mehdi ko waaqayi Imam kaha ya nahi ?
2 - Kya jo shaks Shia hota hai wo Imam bhi ho sakta hai ya nahi?
baraaye karam inn hadeesoun per tawajjo karey.
Quran ki Aayat aur tafseer
[1235]
عبد الرحمان بن بكار الأقرع القيرواني، قال: حججت، فدخلت المدينة، فأتيت مسجد رسول الله صلى الله عليه وآله، فرأيت الناس مجتمعين على مالك بن أنس يسألونه ويفتيهم. فقصدت نحوه، فإذا أنا برجل وسيم حاضر في المسجد وحوله حفدة يدفعون الناس عنه، فقلت لبعض من حوله: من هذا؟
قالوا: موسى بن جعفر.
فتركت مالكا، وتبعته، ولم أزل أتلطف حتى لصقت به، فقلت:
يا بن رسول الله إني رجل من أهل المغرب من شيعتكم وممن يدين الله بولايتكم.
قال لي: إليك عني يا رجل، فإنه قد وكل بنا حفظة أخافهم عليك.
قلت: باسم الله، وإنما أردت أن أسألك.
فقال: سل عما تريد؟
قلت: إنا قد روينا أن المهدي منكم، فمتى يكون قيامه، وأين يقوم؟
فقال: إن مثل من سألت عنه مثل عمود سقط من السماء رأسه من المغرب وأصله في المشرق، فمن أين ترى العمود يقوم إذا أقيم؟
قلت: من قبل رأسه.
قال: فحسبك من المغرب يقوم وأصله من المشرق وهناك يستوي قيامه ويتم أمره.
وكذلك كان المهدي عليه السلام ونشأته بالمشرق ثم هاجر إلى المغرب، فقام من جهته. وبالمشرق يتم أمره، ويقوم من ذريته من يتم الله به ذلك فيما هناك، ويورثه الأرض كما قال عز وجل في كتابه المبين: " ولقد كتبنا في الزبور من بعد الذكر أن الأرض يرثها عبادي الصالحون 21:105 " وكله ينسب إلى المهدي عليه السلام لأنه مفتاحه وبدعوته امتد أمره، وكل قائم من ولده من بعده مهدي قد هداهم الله عز وجل ذكره، وهدى بهم عباده إليه سبحانه، فهم الأئمة المهديون والعباد الصالحون الذين ذكرهم الله في كتابه أنه يورثهم الأرض وهو لا يخلف الميعاد.
Aur Zaboor mea humne baad naseehath k ye likhdiya tha k aakhir mea mere nayk bandey zameen k waaris hojaayenge
Quran 21:105
Iss aayat ki Tafseer mea Imam Musa Bin Jafer AlKazim alahis salaam ne farmaaya :
Aur yeh sab Imam Mahdi a.s ki taraf mansoob kiya gaya hai kyun ke woh is ki kunji hain aur unki dawat ke zariye unka maamla barhaya gaya. Aur unke baad unke aulaad mein har Qa'im ek Mahdi hai jo Allah Ta'ala k hidaayat yafta hain, jo Azeem aur Jalil hai aur jis ka zikr buland hai. Aur yeh woh Imamayn hain jo Mahdyoon hai aur nayk banday hain jin ka zikr Allah ne apni Kitaab mein kiya ke woh zameen ke waaris honge, aur Allah apne waade mein kabhi khalaf nahi karta
📗 Arabi kitab - Sharh Al Akhbar jild 3 safa 364
Hadeeth 1
Imam Ali AlRaza alahis salaam ne Imam-e-Zamana a.s k haq mea dua
kartey huye farmaya:
Sukoon o rehmat ho uss muhaafiz (Imam-e-Zamana a.s) per aur unki
Nasl se aane waale Imaamayn per
📗 Arabi Kitaab: Bihar AlAnwar v.99 p.114 v.52 p.20
Hadeeth 2

اللهم كن لوليك القائم بأمرك ، محمد بن الحسن المهدي عليه وعلى آبائه أفضل الصلاة والسلام ، في هذه الساعة وفي كل ساعة ، وليا وحافظا وقائدا و ناصرا ودليلا ومؤيدا ، حتى تسكنه أرضك طوعا وتمتعه فيها طولا وعرضا ، وتجعله وذريته من الائمة الوارثين ،
: بحار الأنوار - ط مؤسسةالوفاء المؤلف : العلامة المجلسي الجزء : 97 صفحة : 349
Ya Allah tu uss muhaafiz e deen k liye rehna jo tere marhaley per Qaim
hoga Muhammed ibn Hasan a.j.t.f (12th Imam) aur uss k waalidayn per
sukoon o rehmat ho unnper iss ghantey aur her ghantey,
wo(Imam-e-Zamana a.s) wali hai , nigehbaan hai, rehbar hai, faateh hai,
shaahid hai aur madadgaar hai, jab tak k tuu ussey zameen himaayat na
karey aur uski bulandi aur chauraayi ataa na kareyaur uski(12th Imam ki)
nasl se Imam banaah jo uskey waaris baney.
📗 Arabi Kitaab: Bihar Al Anwar v.97 p.349
Hadeeth 3
Rasool Allah s.a.w.a se aur Abdullah se :
Mahdi aur faateh Mansoor aur wo jo unkey baad hai , Wo Imam hongay jo
k Mahdiyeen hai , aur Allah wahi karega jo Quran mea likha gaya hai
Rasool ki zubaan se aur uski taakhat o quwwat se.
📗 Arabi Kitaab: Sharh AlAkhbar Fe Fatha’el Al’A’ema Al’AT’haar from Numaan v.3 p.400 passed
awa 363 A.H
Hadeeth 4
Wo Jumla jo Imam Ali AlRaza a.s ki dua se liya gaya - Huqooq e Imam e
zamaana a.s alaamat e zahoor mea :
Ya Allah tu usse (Imam Al Mahdi a.s ko) aur uski aal ko aur uskey bête ko
aur uski nasl ko uskey mulk ko aur uskey masley ko wo sab kuch ataa
farmaa jo ussey acha lagey……….(yahaan tak k Imam Ali AlRaza a.s
ne farmaya ): Ya Allah, tu rehmat barsa uskey zamaane k haakimoun ko
aur Imaamayn jo uskey (Imam Al Mahdi a.j.t.f k) baad hai aur unki
umeedoun ko poora kar aur unki hayaat lambi kardey aur fatahyaab kardey
📗 Arabi Kitaab: Mosbah Al-Motahajid for the Tusi page 409.
Hadeeth 5
RasoolAllah s.a.w.a ne Mahdi k baarey mea bataate huye k Allah ne apni rehmat se aur
haathoun k ikhteyaar se jo kuch usse dega,
To Rasool Allah s.a.w.a se poocha gaya k kia ye sab kuch Allah Mahdi ko dega ?
Rasool Allah s.a.w.a ne farmaya :
Haan , aur jo kuch uski zindagi mea nahi hua wo sab kuch Imaamayn k zamaane
mea hoga jo unki(Imam e zamaana a.j.t.f ki) nasal se hongay
📗 Arabi Kitaab: Sharh Al Akhbar v.2 p.39
Hadeeth 6
عن عبد الله بن عمر عن رسول الله ص أنه قال: ابشروا فيوشك أيام الجبارين أن تنقطع، ثم يكون بعدهم الجابر الذي يجبر الله به امة محمد ص، المهدي ثم المنصور، ثم عدد أئمة مهديين.
شرح الأخبار للقاضي النعمان المغربي ج 3 ص 400
شرح الاخبار ج 3 ص 366
Abdullah ibn omer ne RasoolAllah s.a.w.a se riwaayat ki hai ek taweel hadees mein jahan Aap s.a.w.a ne Mehdi aur Mansoor ka zikr kerte hue fermaya, aur unke baad Aayemma honge jo Mehdiyeen hain aur Allah apne Quran mein kahe hue ko poora karega, jo Rasool saws ne fermaya aur uski qudrat aur taqat se.
📗 Arabi kitaab: Sharh Al Akhbar fee fazail e aimma e athaar Jild 3 Safa 400
📗 Arabi kitaab: Sharh Al Akhbar Jild 3 Safa 366
Aur Jahaan tak Shia ka Imam hona hai, Quran mea Allah ne Ibrahim alaihis salaam k liye lafz e Shia ka istemaal kiya aur Imam ka bhi lafz istemaal kiya hai.
Aur Yaqeenan Ibrahim bhi unhee k Shia mea se hai
Quran 37:83
Aur Jab k Ibrahim ka uske rab ne kalemaat se imtehaan liya aur Ibrahim ne unko poora kardiya. Farmaaya k mea tumko kull Aadmiyoun ka Imam muqarrar karne wala hun. Arz ki aur meri aulaad se? (Allah ne) Farmaaya k jo zaalim hongey mere ahad se faayeda na uthaayenge
Quran 2:124
عن مولانا الصادق جعفر بن محمد ع أنه قال قوله عز و جل وَ إِنَّ مِنْ شِيعَتِهِ لَإِبْراهِيمَ أي إن إبراهيم عليه السلام من شية النبي صلى الله عليه وآله فهو من شيعة علي وكل من كان من شيعة علي فهو من شيعة النبي صلى الله عليهما وعلى ذريتهما الطيبي
Imam Jafer AsSadiq a.s ne farmaya : Yaqeenan Ibrahim a.s Shia hai aur yaqeenan Ibrahim a.s Muhammed s.a.w.a ke shia hai aur Wo Ali a.s k Shia hai. aur jo koi bhi Ali a.s. ka shia ho wo Rasool s.a.w.a ka Shia hai.
📗 Arabi Kitaab: Tawil Al Ayat Vol.2 Pg.495 (Sura-e-Saffat) 2:124
Lehaaza jo Shia hota hai to usmea ye salaahiyyat hoti hai k wo Imam bhi ho.
*"الحسن والحسين شيعتنا وأحبّاؤنا."*
RasoolAllah s.a.w.a ne farmaaya:
AlHassan o AlHussain mere shia hai aur mere mehboob hai
📗 Arabi Kitaab: Bihar ul Anwar Jild 43 safa 291
📗 Arabi Kitaab: Yanabe all muwaddah baab 57
📗 Arabi Kitaab: Mo’ajjam Hadees al Imam AlMahdi Jild 4 Safa 193