Qaim k baad k wasi aur aapki Ghaybath
Mafaati AlJinaan mea safa 235 jo Shabaan k teesre din ki dua mea Imam Hussain alaihis salaam k baare mea kaha gaya, usmea likha hai:
“Aur wo wasiyeen jo aap (Hussain a.s) ki nasl se hongey Qaim k baad aur unki ghaybath”
Note: TO Qaim k Awsiya kaun hai? Koi nahi siwaaye Mehdiyeen k jiska tazkera RasoolAllah s.a.w.a ki aakhri wasiyath mea likha hai jo Ahmed se shuru hote hai aur aakhri mehdi tak.