Page 3 - Quran-e-Kareem
P. 3

nd
                       2  Sureh Al-baqara  (3)                                               1st para


               SUREH AL BAQARA(MADINEE) 286 AAYAT



               Bismillah Ar Rahman Nir Raheem




               Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)



               Alif laam meem 2:1(jeem)yeh kitaab aisee hai jismea kisi qism



               ka shak nahi (jeem)un parhezgaaron k liye hidaayat hai


               2:2(laa)jo ghayb per imaan laaye hai aur iqaamat e swalaat


               karey aur jo kuch humne unko ataa kiya ho uske ek juzz



               hamaari raah mea kharch karey (4)2:3(laa)aur (aye rasool) jo


               kuch tumper naazil kiya gaya hai aur jo kuch tumse pehle


               utaara gaya uss per bhi imaan laaye aur aakherat per bhi wo



               (pura pura)yaqeen rakhein haq log 2:4(toye)haq log apnay rab


               ki taraf se hidaayat per hai aur yahee (puri puri)fala paaney


               waale hai(5)2:5
   1   2   3   4   5   6   7   8