Page 574 - Quran-e-Kareem
P. 574
25 Sureh al-furqan (574) 18 para
th
th
ke ye tu nira jhoot hai jo is shaks ney banalia hai aur logon ney uskey
bananey mein uski madad ki hai (jeem) pus un logon ney nihayat na insafi
ki aur jhoot bola 25:4 (jeem) jis haal mein ye kehdia k ye pehlon ki
kahaniyan hai jo is shaks ney likhli hain aur subah-o-shaam usko
likhwadijati hain 25:5 tum ye kehdo k isko tu usney utaara hai jo
aasmanon ki aur zameen ki sab chupi hui cheezon ko janta hai (toye)
beshak wo bara bakshney wala (aur) reham kerney wala hai 25:6 aur
unhoney ye kehdia k is rasool ko kia hogaya hai ye tu khana khata hai aur
bazaaron mein chalta phirta hai (toye) iskey pass koi farishta kyun na
bhejdia k wo iskey sath daraane wala hota 25:7(laa) ya usper khazana kyun
na daaldia gaya ya iska koi baag kyun na hua k ye usmein se khata (toye)
aur naferman ye kehtey hain k tum tu ek sheher zada shaks ki peravi
karahey ho 25:8 dekho tu unhoney tumhaarey liye kaisi (kaisi) mislein
bayaan ki, pus khudh hi gumrah hogaye so (ab) rah na paa sakengey 25:9
(hamza) sahib-e-berkat hai wo jo

