Page 694 - Quran-e-Kareem
P. 694
35 fatir (694) 22 para
nd
th
Siwaaye iske koi maabud nahi hai (swat) phir tum kidher bhayke chale
jaate ho ? 35:3 aur agar ye log tumko jhutlaaye to tumse pehle bohhot se
rasooloun ki takzeeb ki gayi hai (toye) aur kul muaamelaat ki baazgasht
khuda hee ki taraf hogi 35:4 aye logoun ! beshak allah ka waada saccha hai
pass zindagaani dunia tumko farayb na de (wow)(qaff) aur koi badha
daghabaaz allah k baare mea tumko daghaa na dede 35:5 shaitaan
tumhaara yaqeeni dushman hai pass tum bhi usko dushman samjho (toye)
wo apnay grow ko mehaz issi liye bulaata rehta hai k wo jahannumi
hojaaye 35:6(toye) jo log kaafir hogaye unke liye sakht azaab hai
(pesh)(toye) aur jo log imaan laaye aur unhonay nayk amal kiye unke liye
gunaahoun ki baksheesh aur bohhot barha ajar hai 35:7(1AIN7-13) kia wo
shaks jiski nazar mea (1) uski badkirdaari ko zeenat dedigayi hai phir usko
acha bhi samajta hai (toye) (kaheen uske manind ho sakta hai jo aisa nahi
hai)pass allah jisse chaaheta hai taufeeq e hidaayat sulb karleta hai aur jiski
chaahta hai rehbari farmaa deta hai (zaal) pass unke bare mea afsos karte
karte kahin tumhaari jaan na nikal jaaye (toye)

