Page 131 - Quran-e-Kareem
        P. 131
     th
                 th
               4   Sureh An-Nisa                           (131)                       5   para
               K baahem razamandi se (1) tijaarat ho aur apnay aap ko khatl na karo
               (2)(toye) beshak allah tum per rehem karne wala hai 4:29 aur jo shaks
               bataur e zyaadati o zulm k aesa karega to aagay barhker hum us ko aatish
               e jahannum mea pohonchaayenge (toye) aur ye baat allah per asaan hai
               4:30 agar kabeera gunaahoun se jinse tum manah kiye gaye ho bachte
               rahogay (3) to hum tumhaari choti buraayiyaa tum se door kardenge aur
               tum ko achey makaan mea daakhil karenge 4:31 aur jo zyaadati tum mea
               se khuda ne baaz ko baaz par dee hai uske baarey mea tamannaaye na
               karo (toye) mardoun ka hissa unke kiye mea hai (toye) aur aurtoun ka
               hissa unk kiye mea hai (toye) aur allah se (4) uss k fazal k khwaastagaar
               raho (toye) beshak allah harcheez ka janne wala hai 4:32 aur jo kuch maa
               baap aur azeezoun qareeb chor jaaye uss k liye humne her ek k waaris
               qaraar diye hai (toye) aur jin se





