Page 126 - Quran-e-Kareem
        P. 126
     th
                 th
               4   Sureh An-Nisa                           (126)                       4   para
               Zina ki murtakab  ho unke bar khilaaf apnay mea se chaar aadmiyoun ki
               gawaahi talab karo (jeem) phir agar wo gawaahi dede to unko makaanoun
               mea khayd rakho jabtak k maut unka khaatema karde ya allah un k liye
               koi aur raasta nikaale (1) 4:15 aur jo shaks tum mea se aisee badee karey
               unko eeza do (2)(jeem) phir agar wo touba karey aur nayki ikhtiyaar karle
               to un se roo gardani karo (toye) beshak allah badha touba qubool karne
               wala (aur) rehem karne wala hai 4:16  allah k zimmay unhee logoun ki
               touba qubool karni laazim hai jo nadaani se badee karte hai phir khareeb
               hee touba karlete hai (4) pass unhee ki touba allah khubool karleta hai
               (toye) aur allah saaheb e ilm o hikmat hai 4:17 aur unke liye koi touba
               nahi hai jo badee kiye chaley jaatey hai (5)(jeem) jab tak k unmea se kisi
               ko maut aajaaye  (aur) kahey k ab mea touba karta hun aur na unke liye
               hai jo kufr ki haalat mea





