Page 124 - Quran-e-Kareem
        P. 124
     th
                 th
               4   Sureh An-Nisa                           (124)                       4   para
                                                                                th
               Kuch aulaad bhi hai to uske tark se ek ek chata (1/6 ) hissa hai (jeem) aur
               agar uske koi aulad nahi aur maa baap hee uske waaris huye ho to maa k
               liye matruuka(marhoom ka chora hua samaan) ka  ek tihaayi(1/3 )  hai
                                                                                                 rd
               (jeem) aur agar uske bhai behne bhi hoo to uski maa ka chata hissa hai (ye
               taqseem) baad e tameel e wasiyyat (hogi) jo muttafi kargaya ho ya baad
               adaa e kharz (toye) tumhaare baap (dada) ho aur tumhaare bete (potay)
               (jeem) to nahi jaante k ba etebaar nafa rasaani (fayda uthaane waala) kaun
               tumse zyaada khareeb hai (toye) ye allah ki taraf se muqarrar ho chuka hai
               (toye) beshak allah jaanne wala (aur) hikmat wala hai 4:11 aur tumhaare
               azwaaj jo kuch chorey jaaye agar unse koi aulaad na ho to uss mea se
               aadha tumhaara hai (jeem) phir agar unke koi aulaad ho to unke tarkey ka
                                th
               chautaayi(1/4 )  tumhaare hai baa uss wasiyyat k jo wo kar gaye ho ya
               baad adaa e kharz k (toye) aur tumhaare tarkey mea se un k liye chautaayi
               hai agar tumhaare koi aulaad na ho (jeem) phir agar tumhaare aulaad ho
               to tumhaare tarke mea se unka aathwa





