Page 702 - Quran-e-Kareem
P. 702

36  ya-seen                 (702)                    22   para
                                                                             nd
                         th

               To kia ye apnay pehloun k qaaeda {sunnat}  k muntazer hai ? (jeem) pass


               tum khuda k qaayeda mea hargiz koi tabdeeli na paaogay (pesh)(jeem) aur

               na kabhi tum khuda k qaayeda ko talta hua paaogay 35:43 kia wo zameen


               mea nahi chaley (1) phiray k wo ye dekhenge k unke pehloun ka anjaam

               kaisa hua tha halaan k wo unse quwwat mea bohhot barhey huye they


               (toye)  aur allah aisa nahi hai k aasmanoun ki aur zameen ki koi cheez


               usko haraa de (toye) beshak wo (her cheez se poora poora) waaqif (aur)

               khudrat rakhne wala hai 35:44 aur agar allah aadmiyou se jo fail wo kar


               chukay hai unka muaaqeza {poochtaach} karta to rooh e zameen per ek

               jaandar ko bhi baakhi na rakhta lekin usne unko ek muqarrar waqt tak k


               liye dheel de rakhi hai (jeem) pass jab inka muqarrara waqt aajayega (to


               buss) phir allah hee apnay bandoun k haal ka nigraan hoga 35:45(5AIN8-

               17)



               SUREH YA SEEN (MAKEEH) 83 AAYAT



               Bismillah Ar Rahman Nir Raheem



               Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)



               Ya seen (2) 36:1(jeem) hikmat waale quran ki qasam hai 36:2(laa)


               yaqeenan tum unn rasooloun mea se ho 36:3(laa)
   697   698   699   700   701   702   703   704   705   706   707