Page 645 - Quran-e-Kareem
P. 645
30 Sureh Ar roam (645) 21st para
th
Jo allah per jhuuta bohtaan baandhey ya haq ko jab bhi uske paas aaye to
jhutlaaye (toye) kia kaafiraoun ka thikaana jahannum nahi hai? 29:68 aur
jo hamaare (1) (deen k) baare mea koshish karenge hum zaroor ba zaroor
apna raasta dikhlaadenge (toye) aur allah zaroor nayki karne waaloun k
saath (saath) hai (2) 29:69 (7AIN6-3)
SUREH AR ROAM (MAKEEH) 60 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Alif laam meem 30:1(jeem) roam waale paas ki zameen mea 30:2(laa)
maghloob hogaye aur wo ankhareeb chand hee saal mea maghloob honay
k baad (phir) ghaalib aajayenge 30:3(laa) allah ki hukumat pehle se
(pesh)(toye) bhi thi aur baad mea bhi raheygi (toye) aur uss din imaan
waale allah ki nusrat se khush hongay 30:4(laa) wo jiski chaahta hai (toye)
nusrat farmaata hai (toye)aur wo zabardast (aur) badha rehem karne wala
hai 30:5(laa) ye allah ka waada hai (toye) aur allah kabhi waade k khilaaf
nahi karta lekin aksar log jaante hee nahi 30:6 ye log zindagaani dunia k
zaahir haal ko

