Page 678 - Quran-e-Kareem
P. 678

33  al-ahzaab               (678)                    22   para
                                                                             nd
                         rd

               Sab ki aankhein thandi ho aur wo ranjeeda naa rahey aur jo kuch tumne


               unko dediya hai uss se wo sab ki sab khush rahey (toye) aur jo kuch

               tumhaare diloun mea hai usse allah jaanta hai (toye) aur allah barha


               jaanne wala (aur) burdbaar hai 33:51 iske baad na tumhaare liye aur

               aurtein halaal hai aur na ye baat k tum moujuuda azwaaj k badle aur


               azwaaj karlo go tumko unka husn kitna hee acha maaloom ho siwaaye


               unke jinke tum maalik hojaao (yani laundiya) (toye) aur allah her cheez ka

               nigraan hai 33:52(6AIN12-3) aye imaan laane waaloun ! nabi k gharoun


               mea na jaao siwaaye iske k tumko khaane k liye ijaazat di jaaye so aise

               waqt na jaao k khaana milne k muntahar raho balke jab tumko bulaya


               jaaye to ain waqt per jaao jaise he khana khaa chuko fauran mutafarriq


               hojaao aur baatoun mea na lago (toye)  yaqeenan ye nabi ko takleef deti

               hai pass wo (tumhey apne gher se nikaalne mea ) sharm karte hai  aur


               allah haq baat (bayaan karne se nahi sharmaata )(toye)  aur jab tum azwaaj


               e nabee se koi cheez maango to unn se pass parda se maanga karo (toye)

               ye baat
   673   674   675   676   677   678   679   680   681   682   683