Page 6 - Quran-e-Kareem
P. 6

nd
               2  Sureh Al-baqara                          (6)                                     1st para


               Aur garaj bhi aur chamak bhi (jeem)ye karkey ki awaz sunker maut k darr


               se apnay apnay kaanon mea ungliyaan de lete hai (toye)halaanke allah un

               kaafiron ko (ilm o khudrat se ) ghere huye hai 2:19 khareeb hai k chamak


               unki basaaraton ko kheerah karde (toye) jab kabhi unhe roshni dikhaayi

               deti hai usmea chal parhte hai (laal) aur jab andheri hojaati hai to kharey


               rehjaate hai (toye) aur agar allah chahta to unki samaat aur basaarat ko


               kho deta beshak allah her shay per (poori poori) khudrat rakhne wala hai

               2:20(2AIN13-2)aye admiyoun tum apnay parwardigaar ki ibaadat karo


               jisne tumko aur tumse pehluon ko payda kiya take tumko uska khouf

               hojaaye 2:21(laa) jisne zameen ko tumhaara farsh banaaya hai (4)aur


               asman ko saayeban (swat)aur asman se pani utaara jiske zariyea se tumhey


               rozi dene k liye phal payda kiye (jeem) phir ab to jaan bujh ker khuda k

               liye shareek na banaao 2:22 aur jo kuch humne apnay bande per naazil


               kiya agar usmea tumhey kuch shak ho to waisee he ek sureh
   1   2   3   4   5   6   7   8   9   10   11