Page 48 - Quran-e-Kareem
P. 48

nd
               2  Sureh Al-baqara                          (48)                           2nd para


               Jhagde (1) (toye) aur jo nayki tum karogay wo allah ko malum hai (toye)


               aur zaad e raah (raaste k samaan) baham pohonchaalo beshak sabse behtar

               zaad e raah taqwa hai aur aye saahebaan e aql mujhse darte raho 2:197


               (toye) ismea tumper kuch ilzaam nahi hai k tum apnay rabb se fazal (2) k

               khwaa astagaar ho phir jab tum arfaat se chalo to misr el ehraam k


               khareeb allah ko yaad karo (swat)  aur uski yaad uss tarah karo jiss tarah


               usne tumko batadiya hai (jeem) aur zaroor tum pehle iss se gumraahon

               mea se they 2:198 phir ussi raaste se chalo jisse aur log (4)chalein aur allah


               se maghferat talab karte raho (toye) beshak allah badha bakhashnewala

               (aur) rehem karne wala hai 2:199 phir jab tum minasak (arkaan e)  hajj


               pooray kar chuko to allah ko ussi tarah (5) yaad karo jiss tarah apnay baap


               dadaon ko yaad karte ho ya isse bhi zyada (toye) pass logon mea se baaz

               aese hai jo kehte hai k aye hamaare parwardigar humko dunia mea dede


               aur aakhirat mea unka kuch hissa nahi hai 2:200 aur unmea se baaz aise


               hai jo kehte hai k aye hamaare parwardigar hamey dunia ki bhi khair o

               khuubi de aur aur aakhirat ki bhi
   43   44   45   46   47   48   49   50   51   52   53