Page 632 - Quran-e-Kareem
P. 632
29 Sureh Al-ankaboot (632) 20 para
th
th
SUREH AL ANKABOOT (MAKEEH) 69 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
ALIF LAAM MEEM29:1(jeem) kia aadmiyoun ne ye gumaan karliya hai k
wo itna kehne se chor diye jaayenge k hum imaan le aaye (1) aur unki
aazmaayesh na kijaayegi 29:2 aur beshak humne unse pehloun ko bhi
aazmaya tha pass allah zaroor unko bhi jaan lega (2) jo sachey hai aur wo
jhuuthoun ko bhi zaroor jaan lega 29:3 kia unn logoun ne jo baddiyaan
kiya karte hai ye gumaan kar liya hai k wo hum se sabkhat le jaayenge
(toye) ye kaise burey hukum lagaate hai 29:4 jisko khuda ki huzoori mea
jaaney ki umeed hai (3) to khuda ka muqarrar kiya hua waqt zaroor aane
wala hai (toye) aur wo sunne wala (aur) jaanne wala hai 29:5 aur jo shaqs
(6) jehaad karega siwaaye uske nahi hai k apni hee zaat k nafah k liye
jehaad karega (toye) ismea shak hee nahi k khuda e taala tamaam ahle
aalem se be parwa hai 29:6 aur jo log imaan laaye aur jinhonay nayk amal
kiya hum zaroor unki baddiyoun ko unse

