Page 636 - Quran-e-Kareem
P. 636
th
th
29 Sureh Al-ankaboot (636) 20 para
Na zameen mea thakaane waale ho aur na aasmaan mea (zaal) aur
khuda e taala k siwaa na tumhaara koi kaarsaaz hoga aur na madadgaar
29:21(2AIN9-14) aur jin logoun ne allah ki aayatoun ka aur uss ki huzoor
mea jaane ka inkaar kiya hai wahi to meri rehmat se maayus huye hai aur
unhi k liye dardnaak azaab hai 29:22 pass Ibrahim ki khoum ka jawaab
iske siwaa kuch na tha k unhoney ye kaha k inko khatl kardo ya inko
jalaado pass allah ne unko aatish (e namrood) se najaat dee (toye) beshak
unn logoun k liye jo imaan rakhte hai iss mea nishaaniyan moujuud hai
29:23 aur unhoney ye farmaya k siwaaye iske nahi hai k tumne allah ko
chorker zindagaani dunia mea aapas ki muhabbat k lehaaz se buutoun ko
maanliya hai (jeem) phir qayamat k din tum ek dusre ko (1) kaafir
banaaogay aur tum mea ka ek dusre per laanat (2) karega aur tumhaara
thikaana jahannum hoga aur tumhaara koi madadgaar na hoga 29:24(laa)
(zaal)(qaaf) pass luut ibraahim per imaan laaye (3)(meem)

