Page 639 - Quran-e-Kareem
P. 639
29 Sureh Al-ankaboot (639) 20 para
th
th
Aur madeeyan ki taraf unn k bhai shoaib ko (bheja) pass unhonay ye
farmaya k aye meri khoum tum alah ki ibaadat karo aur aakheratt k din k
umeed waar raho aur zameen mea fasaad na karte phiro 29:35 pass
unhonay shoaib ko jhutlaaya phir unko zalzala ne aaliya phir wo apnay
(apnay) gharoun mea baythe k baythe rehgaye 29:36(zaal) aur khoum e
aad aur samuud ko (bhi halaak kardiya) jinke makaanat k nishaan to
tumper zaahir ho hee chukey hai (qaff) aur shaitaan ne unke amaal ko un
ki nazroun mea zeenat dediya tha pass unko raah raste se rok diya tha
halaanke wo suujh buujh waale they 29:37(laa) aur qaroon aur firaoun aur
hamaan ko (bhi halaak kiya )(qaff) aur musa zaroor unke paas khuli
daleelayn lekar aaye they phir unhoney uss sir zameen mea barhaayi
chaahi aur unki kuch pesh na chali 29:38(jeem)(swat) phir humne her ek
ko uske gunah k a’waz mea giraftaar kiya (jeem) pass unmea se koi to aesa
tha k humne ussper pathraav bheja (jeem) aur koi aesa tha k

