Page 710 - Quran-e-Kareem
P. 710

rd
                         th
                       36     Sureh Yaseen                        (710)           23    para





               Hum zyaada umr dete hai usko hum banaawat mea jhuka dete hai

               (toye)kia wo itna bhi nahi samajte ? 36:68 aur humne usko (yaani apnay


               rasool ko) (1) shayr  nahi sikhaya aur na ye iske liye zeba hai (toye) ye to


               sirf nasiyyat aur khula quran hai 36:69 (laa) taake unn logoun ko jo zinda

               (dil) hain daraaye aur inkaar karne waaloun per khoul e haq saabit hojaaye


               36:70 kia wo itna nahi samajte k jo chaupaaye hum ne apni khudrat se

               banaaye hai inke nafah k liye payda kiye hain,  pass wo uss waqt inkey


               maalik baney huye hain 36:71 aur hum hee ne in chaupaayoun ko unka


               muteeh kardiya hai k inn mea se baaz to unki sawaariyaa hai aur in mea se

               baaz ko wo khaate hai 36:72 aur inke liye inn chaopaayiyoun mea bohhot


               see munfa-atein (munaafay) aur peene ki cheezain hai to kia wo iske shukr


               guzaar na hongay ? 36:73 aur unhonay khuda ko chorker aur khuda

               banaaliye taake wo inki kuch madad karey 36:74(toye) wo inki zaraa


               madad na karsakenge (4) halaanke inke lashker k lashker unn (ki ibaadat)


               k liye haazir rehte hai 36:75 pass (aye rasool) inki baatein tumko ranj mea

               na daale (meem) jo jo kuch ye chupaate hai aur jo (jo) kuch ye zaahir karte


               hai hum usse khoob jaante hai 36:76 aaya insaan itna nahi samajhta k hum

               ne
   705   706   707   708   709   710   711   712   713   714   715