Page 720 - Quran-e-Kareem
P. 720
37 Sureh Saaffat (720) 23 para
rd
th
Mea se they 37:122 aur yaqeenan ilyaas rasooloun mea se they 37:123(toye)
jiss waqt k unhonay apni khoum se kaha k tum darte nahi 37:124 tum
bakhil ko pukaarte ho aur sabse achey payda karne waale allah ko jo
tumhaara bhi parwardigaar hai 37:125 aur tumhaare baap dada ka bhi
chorey dete ho 37:126 pass unhonay ilyaas ki takzeeb ki wo sab (azzab mea
) dhayre jaayenge 37:127(laa) allah k khaalis bandey isse mustasna hai
37:128 aur iska zikr humne peechay aane waaloun mea baakhi rakha
37:129(laa) aale yaaseen (2) per salaam ho 37:130 ba zaroor hum nayki
karne waaloun ko aisa hee badla diya karte hai 37:131 wo beshak hamaare
momin bandoun mea se they 37:132 aur yaqeenan loot a.s rasooloun mea
se they 37:133(toye) jab k humne unko aur unke tamaam kunbey ko najaat
dee 37:134(laa) siwaaye ek budhiya k jo peechay rehnewaaloun mea se thi
37:135 phir humne auroun ko halaak kardiya 37:136 aur tum subah o
shaam aatey jaatey (3) zaroor unke asaar e (qadeem) k paas se guzarti rehti
ho 37:137(laa) to kia tum samajte hee nahi ? 37:138(4AIN25-8) aur younus
beshak rasooloun mea se they 37:139(toye) jab k wo bhaag ker ek bhari
hui kashti mea (4) chale gagye 37:140(laa) pass kishti waaloun ne qura
daala to ye maghloob rahey 37:141 phir inko ek machli

