Page 745 - Quran-e-Kareem
P. 745
40 Sureh Al-Momin (745) 24 para
th
th
Say hai (laa) 40:2 jo gunah ka bakeshnay wala hai aur tauba ka qabool
karnay wala hai – sakht azaab dene wala (bhi) hai (aur fazl-o-kara wala
bhi) uske siwa koi mabood nahi hai 40:3sabki baazgusht ussi ki taraf hai
(toye) siwaaye unlogoun k jo kafir hogaye khuda k ehkaam mea koi aur
nahi jaghurta so tumko unka shehro mea chalna phirna dhokey mea naa
daale 40:4 inn say pehle nooh (a.s) ki qaum ne (bhi) takzeeb ki thee aur
unke baad aur grohon ne (bhi) (swad) aur her (her) ummut apnay
(apnay) rasool ki nisbat yeh irada kiya thaa k ussay giraftaar karlein aur
batil k zaryeh say wo jaghurtay thay k ussay Haq ko zaaeil kardein tub
mea nay unko dhur pakra tu phir mera azaab kesa raha? 40:5 aur issi
terhan tumhaaray parwardigar ka kalma unlogo k barkhilaaf jo kafir
hogaye poora utrayga k wo jahunamee han(meem) 40:6 Jo ( farishtay) arsh
ko uthaaye huwe hain aur jo uske gird agird{chaaro taraf se} hain wo (
baraabar) apnay rab ki humd ki tasbeeh phartay rehtay hain aur ussii per
imaan rukhtay hain aur jo log imaan laaye hain unke liye magfirat talub
karte han (jeem)

