Page 762 - Quran-e-Kareem
P. 762
41 Sureh haa meem (762) 24 para
th
st
Sab say neechay waale aasmaan ko humnay sitaro (kay chiragho) say
zeenut dee (toye) aur (usski ) nighaybani ( bhi ki) yeh zabardast sahib-e-
ilm ki qaraardad hai 41:12 pas agar wo issper bhi rooh-gardah ho to tum
kehdo k mea tumko waysi hee bijlee say darata ho jaysi bijlee (qaum-e-)
Aad –o-Samood per giree thee (toye) 41:13 jabkay unke pas rasool unke (
paida honay say ) pehle say ( bhi) (yeh hukam lekar ) aaye aur unke baad
(bhi) k tum siwaaye khuda k kisi aur ki ibaadat na karo (toye) (aur)
unhonay (jawab mea) yeh kaha k agar hamara parwardigar chahta tu
farishtay bhejdayta pass tumko jo kuch (hukum) daykar bheja hai hum
uske munkir hee raheingay 41:14 aub rahi ( qaum-e-) aad tu unhonay
naahaq (naahaq) zameen mea bara banna chaha aur yeh kaha k quwwat
mea hum say zyada hai kon? (toye) kya wo itnaa bhi na samjay k wo Allah
jis nay unko paida kiya hai wo quwwat mea unsay kaheen zyada hai (toye)
– beheraal wo hamaari aayatoun ka inkaar hee karte rahay 41:15 pas hum
nay (bhi) unke munh per manhoos dino mea baad-e-sir sir bhejdi – taake
hum unko zindagaani dunya mea ruswaayi k azaab ka mazaa

