Page 757 - Quran-e-Kareem
P. 757
40 Sureh Al-Momin (757) 24 para
th
th
Phir nutfay say phir busta boondh say phir tumko bacha bana kar nikaalta
hai phir ( zinda rakhta hai ) taakay tum apni poori qoowat ko pooch
isskay baad tum bohray ho jao (jeem) aur tum mea say koi (koi) pehle hee
khatum kardiya jata hai aur (zinda rukhnay ki guraz yehi hay) takay tum
mudatay moyiyaana ko pohonch jao aur takay tum samaj booj lo 40:67 k
wo wohi hai jo jilaata (bhi) hai aur maarta (kabi ) hai (jeem) aur phir jab
kisi maamlay ko tay farmadayta hai tu usski nisbat itna hi fermata hai k ho
jaa pas wo ho jata hai 40:68 kya tumnay unlogo ki taraf nahi daykha jo
khuda ki aayatoun mea jaghartay rehtay han (toye) (wo) kidhar phiray
jaatay han ? (jeem/ sowad) 40:69 unhonay nay kitaab ko (bhi) jhutlaya
Aur kuch humney rasooloun ko daykar bheja tha ussko (bhi ) so aagay
chalkar wo jaan layeingay (laa) 40:70 jabkay tauq unki gardano mea
hoongay (laa) aur zanjeerein khooltay huwe paani mea wo (laa) 40:71
ghasitay jaayenge phir aag mea jhok diyeh jaayenge (jeem) 40:72 phir
unsay yeh kaha jaayega k aub wo kahan hai jinko tum Allah k siwa 40:73
shareek kiya karte thay(toye)

