Page 753 - Quran-e-Kareem
P. 753
40 Sureh Al-Momin (753) 24 para
th
th
Baazgusht khuda hee ki taraf hogi aur hadd say barh janay walay
yaqeenun wohi jahanumi han 40:43 pas jo (jo) kuch mea kaha karta ho
anqareeb tum iss (sab) ko yaad karogay (toye) aur mea tu apna maamla
Allah ka sapurd kiye deta hon beshak khuda sab bando ka nighraan-e-
(haal ) hai 40:44 chunanche jo (jo) chalein wo chalay Allah nay unki
kharabiyoon say ussay bachaaye rakha aur buray say buray azaab nay
firaun k saare kunbay ko aaghayra (jeem) 40:45 (yaani) aag nay jis k
samnay wo subha sham kharay kiyeh jaate han aur jis din qayamat qayum
hogi ( uss din yeh hukum diya jaayega kay) firaun waloo ko sakht say
sakht azaab mea pohonchado 40:46 aur ( uss waqt ko yaad karo) jabke wo
jahannum mea aapas mea hujjatein karte hongay pas kamzoor unlogo say
jo baray ban gaye the kehtay hoongay k hum tu aphee k payrokar thay so
ap aag say bachanay mea hamaare kuch bhi kaam aasakeinge? 40:47 jo
baray ban gaye thay wo kaheingay k hum ( tum) sab issi mea han ( laam)
beshak Allah bando k maabain faisala kardiya 40:48 aur jo log aag mea
hoongay wo jahannum k khazan-chioo say kaheinge k

