Page 82 - Quran-e-Kareem
P. 82
rd
3rd Sureh Aale Imran (82) 3 para
hai (laa)(zaal) aur unnlogoun ko khatl karte hai jo aadmiyoun mea se adal
o insaaf ka hukum dete hai pass unko dardnaak azaab ki khabar sunaado
3:21 wo wahi hai jinke amaal dunia o aakherat mea akaarat hojaayenge aur
unka koi (bhi) madadgaar na hoga 3:22 kia tumne unnlogoun ko nahi
dekha jinko kuch behra (ilm) kitaab se diya gaya tha wo kitaab e khuda ki
taraf bulaaye jaate hai taake wo unke maabayn faysla karey phir un mea se
ek grow rogardaan hoker haq se phir jaata hai 3:23 ye iss wajah se k
unlogoun ne kehdiya k aag (to) humko siwaaye ginti k dinoun k hargiz na
chuyegi (swat) aur jo jhoot wo jodha karte they ussi ne unko unke deen k
baare mea dhoka diya 3:24 phir kia haalat hogi jab k hum unko ussdin
jamah karlenge jiske baare mea shak nahi (qaaf fay) aur her nafs ko uske
kiye ka poora (poora ) badla diya jaayega aur unnper zulm na kiya jaayega
3:25 kehdo k aye allah aye saltanat k maalik (1) tu jisko chaaheta hai
saltanat(2) ataa fermata hai

