Page 80 - Quran-e-Kareem
P. 80
rd
3rd Sureh Aale Imran (80) 3 para
Is waaqaye mea saahebaan e baseerat k liye nasiyyat hai 3:13 logoun ki nazar
mea unn khwaahishoun ki muhabbat zeenat paa gayi hai jo aurtoun aur
bacchoun sonay (1) aur chaandi k chuney huye todoun (buriyoun) wa
bagheelay ghodoun(marked horse) aur chaupaayiyoun aur kheti baadi se
mukhtallif ho (toye) ye zindagaani dunia ka sarmaya hai (jeem) aur anjaam
ki nayki khuda hee k haath hai 3:14 tum kehdo kia mea tumko unse achi
cheezoun ki khabar duun (toye) unke liye jinhonay parhezgaari ikhtiyaar ki
unke rabb k pass baaghaat hai jinke neechey nadiyaan behti phirti hai jin
mea wo (hamesha) hamesha rahenge aur paakeeza bibiyaan hai aur khuda
ki(2) khushnuudi hai (toye) aur khuda kul bandoun ka nigraan hai 3:15 jo
ye kehte hai k aye hamaare parwardigaar beshak hum imaan laaye hai tuu
hamaare gunaahoun ko baksh de aur humko azaab e jahannum se bachaale
3:16 (jeem) sabar karne waale aur sach bolne waale aur khuda ki taraf ruju
karne waale aur raah e khuda mea kharch karne waale aur nuur k tarh k
maghferat maangne (3) waale (yahee hai) 3:17 khuda ne khud iss baat ki

