Page 79 - Quran-e-Kareem
P. 79
rd
3rd Sureh Aale Imran (79) 3 para
Sabse badha ataa karne wala hai 3:8 aye hamaare parwardigaar bilaa shak
tu sablogoun ko ussdin jamah karne wala hai jiske baare mea koi shak
nahi (toye) beshak allah khilaaf waada nahi karta 3:9(1AIN8-9) jo kaafir
hogaye unke maal aur unki aulaad (ghazab) khuda se unhein zarra bhar
(bhi) hargiz hargiz na bacha paayenge (toye) aur wo jahannum ka kunda
banenge 3:10 (laa) jaise firaoun waaloun ki aur unse pehloun ki gat bani
(toye) jinhoney hamaare nishaaniyoun ko jhutlaaya tha (jeem) phir khuda
ne unke gunaahoun k badle mea unko giraftaar kiya (toye) aur allah sakht
saza dene wala hai 3:11 jo kaafir hogaya hai unse kehdo k ankhareeb tum
maghloob kiye jaaogay aur jahannum mea jamah kiye jaaogay (toye)
aur(wo bohhot hee) bura thikana hai 3:12 beshak tumhaare liye unn do
growhoun k baare mea jo muqaabil (2) hogaye they ek nishaani (moujuud)
thi (toye) ek grow to (3) raah e khuda mea larhta tha aur dusra kaafir (4)
tha aur khuli aankhoun apnay muqaabil waaloun ko apnay se do
chand(waazey) dekh raha tha (toye) aur allah apni nusrat se jiski chahta
hai taayeed fermata hai(toye) beshak

