Page 114 - Quran-e-Kareem
P. 114
th
3rd Sureh Aale Imran (114) 4 para
wo usse khush hai (laa) aur jo log peechey reh gaye hai aur ab tak unse
nahi miley hai unke baarey mea khush khabri paate hai (laa) k unn per
kisi tarah ka khauff nahi hai aur na wo ranjeeda hongey 3:170(meem)
khuda ki nehmat (1) aur fazal ki khush khabri paatey hai (laa) aur iski k
allah mominoun k kisi ajr ko zaayeh nahi karta 3:171(jeem)(17AIN16-
8)(pesh) jinhonay zakhm lagjaane k baad (2) bhi allah aur rasool ka
hukum maan liya (toye) (pesh) unmea se jo nayko kaar aur parhezgaar hai
unke liye bohhot barha ajar hai 3:172(jeem) wahi to hai jinse aadmiyoun
ne kaha k logoun ne tumhaare liye badhaa ayka(etihaad) kiya hai lehaaza
unse daro to uss khabr ne unka imaan aur barha diya (qaaf)(swat) aur
unhone ye kehdiya k allah hamaare liye kaafi hai aur wo sabse behtar
kaarsaaz hai 3:173 wo khuda ki nehmat aur fazal k saath palat ker aaye aur
unko koi takleef na pohonchi (laa) aur wo khushnudi e khuda k pairo
rahey (toye) aur allah barha fazl karne wala hai 3:174 ye tumhaara shaitaan
(4) he apnay yaaroun ko daraaya karta

