Page 110 - Quran-e-Kareem
P. 110
th
3rd Sureh Aale Imran (110) 4 para
Tum kehdo k ye muaamla poora khuda k haath hai (toye) wo apnay
diloun mea wo kuch chupa rahey hai jo tum per zaahir nahi karte (toye)
kehte hai k iss muaamle mea agar hamara kuch ikhtiyaar hota to hum iss
jagah khatl na kiye jaatey (toye) tum kehdo k agar tum apnay gharoun
mea bhi hotey to bhi jinkey liye khatl likha jaa chuka tha wo apnay
makhtal mea zaroor nikal ker aate aur issliye k khuda tumhaare diloun ki
baatoun ko aazmaye aur jo kuch tumhaare diloun mea hai usko jaanch
le(toye) aur allah diloun ki haalat se aagah hai 3:154 yakheenan tum mea
se wo log jo (uss din) bhaag gaye they jiss din do grow ka muqaabla hua
tha (1)(laa) siwaaye iske nahi (2) k shaitaan ne bawaja unke baaz afwal k
unke khadam dagmagaa diye they (jeem) aur allah ne unke qasoor se
darguzar ki (toye) beshak khuda e taala badhaa bakhashne wala (aur)
burdbaar hai(3) 3:155(16AIN7-7) Aye Imaan laane waaloun ! tum unke
maanind naa ho jo munkir hogaye aur apnay bhaaiyoun k baare mea jab k
wo safar mea gaye ya mujahir bangaye ye kehne lagey k

