Page 107 - Quran-e-Kareem
P. 107
th
3rd Sureh Aale Imran (107) 4 para
Allah ne ( ba zariyea imtehaan) na unn logoun ko jaana tha jinhone tum
mea se jehaad kiya aur na unnlogoun ko jo saabit khadam rahey 3:142 aur
mulaakhat karne se pehle (1) to tum maut ki tamanna kiya karte they phir
to tumne khuli hui aankhoun se dekh liya 3:143(14AIN14-5) Muhammad
ek rasool hee hai (jeem) jin se pehle bohhot se rasool guzar chukey (toye)
kia agar wo (2) mar jaayenge ya khatl kardiye jaayenge to tum apnay
pichle paaon palat jaaogay (toye) aur jo apnay pichle paaon palat jaayega
(3) wo khuda ka kuch na bigaade ga (toye) aur ankhareeb khuda shukr
karne waaloun ko jaza dega 3:144 aur koi mutanaffus (jo jaan(nafs) rakhti
hai) baghair khuda k hukum k jo likha hua aur muqarrar kia hua hai nahi
marrsakta (toye) aur jo shaks (4) dunia ka badla chaahega hum usko
yaheen denge (jeem) aur jo shaks aakherat ka badla chaahega usko wahi
denge (toye) aur ankhareeb hum shukr guzaar logoun ko (5) jaza e khair
denge 3:145 aur nabiyoun mea se bohhot se aise huye hai (laa) jinki
maayiyatt (6) mea aksar allah waale larhey (jeem) phir khuda ki raah mea
jo museebat unnper parhi na usse unhonay himmat

