Page 105 - Quran-e-Kareem
P. 105
th
3rd Sureh Aale Imran (105) 4 para
Na khaao (swat) aur allah se daro taake tum falaa paajaao 3:130(jeem) aur
uss aag se daro jo inkaar karne waaloun k liye hee tayyar ki gayi hai
3:131(jeem) aur allah aur rasool ki itaayat karo taake tumper rehem kiya
jaaye 3:132(jeem) aur apnay parwardigaar ki baksheesh aur jannat ki taraf
daud kar jaao jiski wussat kul aasmaanoun aur saari zameen (1) k baraabar
hai (laa) (jo)parhezgaaroun k liye tayar ki gayi hai 3:133(laa) jo furaaqi aur
tang dasti mea kharch karte aur ghusse ko rokte (2) aur logou ko
(khusoor) se darguzarr karte rehte hai (toye) aur allah ehsaan karne (4)
waaloun ko dost rakhta hai 3:134(jeem) aur wo log jo badee kar baythe hai
yaa apni jaanoun per zulm karte hai to khuda ko yaad karke apnay
gunaahoun ki maafi chahte hai (qaff)(swat) aur siwaaye khuda k,
gunaahoun ko kaun maaf karsakta ?(qaff)(swat) aur jo kuch wo (5) kar
chukey jaan bujh ker israar nahi karte 3:135(jeem) unhee ki jazaa unke
parwardigaar ki taraf se baksheesh hai

