Page 100 - Quran-e-Kareem
P. 100
th
3rd Sureh Aale Imran (100) 4 para
hongay aur kuch munh kaale (jeem) phir jin logoun k munh kaale(1)
hongay (unn se kaha jaayega ) tum imaan laane k baad (2) munkir hogaye
they naa ? to ab jaisa inkaar kiya karte they (waisa) iske badley azaab bhi
chako 3:106 rahey wo log jinkey chehre nuraani hongey wo rehmat e
khuda mea hongay (toye) aur ussi mea hamesha rahenge 3:107 ye khuda ki
barhaq aayatein hai jo hum tumper tilaawat karte hai (toye) aur khuda
tamaam aalam mea kisi per zulm ka iraada nahi karta 3:108 aur jo kuch
aasmaanoun mea hai wo aur jo kuch zameen mea hai wo sab kuch khuda
ka hai (toye) aur khuda hee ki taraf sab amoor ki baazgasht hogi
3:109(11AIN8-2) jo ummatein hidaayat e mardam k (3) liye payda ki gayi
unmea sabse behtar ho nayki karne ka hukum dete ho aur badee se mana
karte ho aur allah per imaan laate ho (toye) aur agar ahle kitaab bhi imaan
laate to unke liye bohhot acha hota (toye) unmea se kuch to momin hai
aur bohhot se naafarmaan 3:110(jeem) siwaaye izaa pohonchaane k wo
tumhaara hargiz kuch zarrar naa karenge (toye) aur agar tumse larenge to
peet

