Page 102 - Quran-e-Kareem
P. 102
th
3rd Sureh Aale Imran (102) 4 para
Allah k haan unke kuch kaam aayenge aur naa unki aulaad (toye) aur
wahi jahannumi hai (jeem) jismea wo hamesha (hamesha)rahenge 3:116 jo
kuch wo iss zindagaani dunia mea kharch karte hai uski misaal us toond
(tayz) hawaa ki see hai jissmea sakht sardi ho aur wo uss khoum ki khayti
per aa parhey aur usko tabaah karde jisne apni jaanoun per zulm torda
hua (toye) aur allah ne unnper koi zulm nahi kiya balke apni jaanoun per
wo khud zulm karte hai 3:117 aye imaan laane waalo! Apnoun k siwaaye
kisi ko raazdaar (1) na banaao wo tumhaari kharaabi mea kami na karenge
(toye) jitni tumko takleef pohoncheygi wok khush hongey (jeem)
dushmani unki baat baat se zaahir hai (jeem)(swat) aur jo kuch unke
diloun mea chupa hua hai wo usse kayyi barhker hai (toye) humne to
tumhaare liye nishaaniya kholker bayaan kardi basharteeke tum samjho
3:118 lo ab tum unhi se muhabbat karte ho halaan k wo tumse muhabbat
nahi karte aur tum poori kitaab per imaan rakhte ho (jeem) aur wo jab
tumse miltey hai keh dete hai hum bhi imaan laaye (jeem)(swat) aur jab
akele hotey hai to tumhaare bar khilaaf ghusse se apni ungliyaan

