Page 99 - Quran-e-Kareem
P. 99
th
3rd Sureh Aale Imran (99) 4 para
Allah se aisa daro (1) jaisa ki usse darne ka haq hai aur hargiz naa do lekin
uss haalat mea k tum islam per (2) ho 3:102 aur chungal marker(mazbooti
se) sab allah ki rassi ko (3) mazboot pakarlo aur phoot na daalo (swat) aur
allah ki nehmat ko jo tum per hai (4) yaad karte raho (5) k tum dushman
they phir usne tumhaare diloun mea ulfat payda kardi aur tum uski nemat
k badaulat bhai bhai hogaye aur tum aag k ghadey k kinaare per they phir
usne tumko usse bachaa diya (toye) issi tarah se allah apni nishaaniya
kholker bayaan karta hai taake tum hidaayat paa jaao 3:103 aur laazim hai
k tum mea se (6) kuch log aese ho jo nayki ki taraf bulaaye aur achi
baatoun ka hukum de aur buri baatoun se mana karey (toye) aur wahi
poori (poori) fanaa paane waalein hon 3:104 aur unn logoun k maanind
mat hojaao jinhonay baad iske k unke paas khuli nishaaniya aa chuki thi
ikhtelaaf kiya aur mutaffriq hogaye (toye) unhee k liye to badhaa azaab hai
3:105(laa) jiss din kuch chehre nuraani

