Page 91 - Quran-e-Kareem
P. 91
rd
3rd Sureh Aale Imran (91) 3 para
Baat ki taraf aajaao jo hamaare aur tumhaare maabayn hai k hum siwaaye
khuda k kisi ki parastish naa karey aur uska kisi ko shareek na banaaye
aur (haqeeqi) khuda ko chorker(1) hum mea se koi kisi ko parwardigaar
na banaaye (toye) phir agar wo rogardar ho to ye kehdo k iske gawah
rehna k waaqayi musalmaan hum hai 3:64 ahle kitaab Ibrahim k baare (2)
mea kyun jhagarte ho halaan k taurayt aur injeel naazil hee unke baad ki
gayi hai (toye) kia tumhey itni bhi aql nahi hai 3:65
Aye logo tum wahi to ho jo abhi to uske baare mea jhagarte they jiska
tumhey ilm hai phir uske baare mea kyun jhagarne lagey jiska tumhey ilm
nahi hai (toye) halaanke allah jaanta hai aur tum (kuch) nahi jaante 3:66
ibrahim na yahoodi(3) they na nasraani balke wo sacchey farmabardaar
they (toye) aur mushrikoun mea se naa they 3:67 bilaa shak muqaabila kul
aadmiyoun k Ibrahim se zyaada khusuussiyyat unn logoun ko hai jo unke
payro (follower) hai aur iss nabee ko hai aur unnlogoun ko jo issper

