Page 65 - Quran-e-Kareem
P. 65
PARA III
rd
2 Sureh Al-baqara (65) 3 para
nd
In rasooloun mea se baaz ko humne baaz per fazeelat dee (meem) inmea
se aise bhi hai jinse khuda ne kalaam kiya aur baaz k darje barhaaye (toye)
aur maryam k bête isaa ko humne khuli nishaaniyan dee aur ruuh hul
quds k zariyea se unki madad ki (toye) aur agar khuda ko manzuur hota to
wo log baad iske k unke pass khuli daleelayn aa chuki thi unn
payghambaroun k baad naa larte lekin unhone ikhtelaaf kiya phir unn mea
se koi (to) imaan laaya aur koi unmea se kaafir hogaya (toye) aur agar
allah chahta to wo naa larte (qif) lekin allah jo chahta hai karta hai
2:253(33AIN5-1) aye imaan lane waaloun jo kuch humne tumhey diya hai
usmea se kuch (hamaari raah me) kharch karo khabl iske k wo din aajaye
jismea na bikri(4) hogi na dosti na sifaarish (toye) aur munkir (jo hai)
wahi (5) zaalim hai 2:254 allah jiske siwaa koi maabud nahi (jeem) zinda
(aur) qaayem hai (jeem) usko na (6) uung aati hai na neend (toye) jo kuch
(7)

