Page 67 - Quran-e-Kareem
P. 67
nd
rd
2 Sureh Al-baqara (67) 3 para
Jis mea wo (hamesha) hamesha rahenge (1)2:257(34AIN4-2) kia tumne
usko nahi dekha jisne Ibrahim se unke rabb k baare mea hujjat ki isse
khuda ne saltanat dedi (2) thi (meem) jiss waqt Ibrahim ne ye kaha k mera
parwardigaar wo hai jo jilaata aur maarta hai usne kaha k mea bhi jilaata
hun aur maarta hun (toye) Ibrahim ne kaha k suuraj ko mushriq ki taraf
se nikaalta hai tu usko maghrib ki taraf se nikaal la ussper wo kaafir mab-
hoot(baukhla) hogaya (toye) aur allah zaalim logoun ki rehbari nahi
fermata 2:258 (jeem) yaa maanind uss shaks k (tumne nahi dekha ) jo ek
basti k pass se guzra aur wo ( basti )apnay chattoun per giri hui parhi thi
(jeem) (aur dekhker) kehne laga k allah iss basti ko ujaarne k baad kyun
ker zinda karega (jeem) pass allah ne usko 100 baras k liye maut dee phir
usko zinda kardiya (toye) (aur) poocha k tum yahan kitney din rahey
?(toye) jawaab diya k ek din ya ek din se kam (toye) farmaya (nahi) balke
tum 100 baras rahey ho ab apnay khaane aur paani ko dekho k wo sardaa
busaa nahi hai (jeem) aur apnay

