Page 70 - Quran-e-Kareem
P. 70
nd
rd
2 Sureh Al-baqara (70) 3 para
Saabit khadmi ki wajah se surf karte hai uss baagh ki see hai jo bulandi per
ho aur ussper zor ka mea(yaani bearish) parhey phir wo do chand phal de
(jeem) phir agar zor ka mea(bearish) ussper na parhe to halka (hee sahi)
(toye) aur allah tumhaare amaal ka dekhne wala hai 2:265 kia tum mea se
koi usko pasand karta hai k uska ek baagh khajuuroun aur angurroun ka
ho jiske neechey nadiyaan behti ho jismea uske liye her tarah k phal ho
aur uss (shaks) ko burhdhaapa aale aur uske bacchey (abhi) kamzor ho
(jeem) phir uss baagh mea ek Bagola (hawaka tooofan) aajaye jismea aag
bhi ho jisse wo (baagh) jal jaaye (toye) issi tarah allah tumhaare (nafa k )
liye aayatein kholker bayaan karta hai taake tum ghour o fikr karo 2:266
(36AIN6-4) aye imaan laane waaloun (1) jo kuch tumne nayk kamaayi ki
hai aur jo jo kuch humne tumhaare liye zameen se payda kiya hai usmea
se (raah e khuda mea ) surf karo aur kharaab cheez ko iss niyyat se k (6)
uss mea se (raah e khuda) mea kharch karo chuuna (bhi) nahi halaanke
tum khud uske lene k rawadaar nahi ho siwaaye iske k uske bare mea
chashm poshi karlo (toye) aur ye samaj lo k allah

