Page 69 - Quran-e-Kareem
P. 69
nd
rd
2 Sureh Al-baqara (69) 3 para
Raah e khuda mea kharch karte hai phir jo kuch kharch kar chukey uske
baad ehsaan nahi jataate aur izza nahi pohonchaate (laa) unke liye unke
parwardigaar k pass sulah hai (jeem) aur unko na khauff hoga aur na wo
ranjeeda hongay 2:262 naram baat aur darguzar uss sadkhay se behtar hai
jiss k pass izaa(takleef ) ho (toye) aur allah beniyaaz (aur) barbaar hai
2:263 aye imaan laane waaloun tum apnay sadakhaat (2) ko ehsaan jataane
se aur izaa dene se baatil na karo misl uss shaks k jo apna maal logoun ko
dikhaane k liye surf karta hai aur allah aur qayamat k din per imaan nahi
rakhta (toye) pass uski misaal uss chattaan ki see hai jiss per mitthi ho phir
ussper zor ka mea(yaani bearish) parhey aur usse safaa chatt chor jaaye
(toye) issi tarah jo kuch unhone kiya hai kuch (bhi) ismea se na paayenge
(toye) aur allah munkir logoun ki rehbari nahi fermata 2:264 unn logoun
ki misl jo apnay maal e khuda ki khushnudiyan haasil (3) karne k liye aur
apni zaat ki

